Blender problem : Blender required a graphics driver with at least OpenGL3.3 support

Thanks for Visiting here

Print Friendly and PDF

Blender problem : Blender required a graphics driver with at least OpenGL3.3 support.

Blender required a graphics driver with at least OpenGL3.3 support


Agr ap bhi blender install kiye hai taki 3d modeling krna chahte hai aur apne abhi blender insatll kiya aur socha ki modeling krenge aur apne jaise hi open kiya apke samne Blender required a graphics driver with at least OpenGL3.3 support yah problem aa rahi hai to apko tention lene ki jarurt na hai kyu ki apka bhai iska solution lekar aa gya hai.

 uske liye apko jayada kuchh nahi karna hai bas apko ek file download krni hai aur blender wali folder me lejakr paste kar dena hai. Bas fir apka problem solve ho jayega.

Problem:- Sabse pahle hmlog jante hai ki yah problem ati kyu hai , agr apke pass ek yesa laptop hai ya computer hai jisme graphics card nhi hai to apko yah problem dekhne ko mil sakta hai. Aur apgr apke pass ek yesa pc ya laptop hai jisme ek achha graphics card hai tab to apko koi problem hi nahi hone wali hai.

jaisa ki app jante hai ki blender ke graphic design software hai jise ham 3d graphic design kr sakte hai to yese software jisme graphics ki kam hoti hai uske liye graphics card jaruri hoti hai isliye apko yah problem dekhne ko milti hai.

Sabse pahle apko isko download krna hai uske liye yaha par click kare

Download

Follow Steps:-

Step : 1 -  Copy file and paste given Path 

C:\Program Files\Blender Foundation\Blender 2.92

and apka problem sove ho jayeg.

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad