Anydesk Kya hai ? full information.

Thanks for Visiting here

Print Friendly and PDF

Anydesk Kya hai ? Full information in this Post

Anydesk full information

Anydesk kya hai

Kya pko pata hai ki Anydesk kya hai? nhi pata na To chlo aj mai yahi batane wale hu. to is post ko dhayan se padhe kyu ki agr Anydesk ki Puri jankari na ho to apke sath koi Fraud Bhi kar sakta hai.

Anydesk Ek Remote controller Software hai jise ham Kisi bhi Mobile ya laptop ko control kar sakte hai. waise to ise achhe kamo ke liye banaya gaya hai lekin kuchh log ise galat kamo ke liye use krte hai 

Warning:-Is software ko galat use na kare

agr saf bato me bat kare to agr apko kisi or phone ya laptop ka screen apko apne mobile me dekhna hai to apko anydesk ka help lena padega.jaise ki agr apke family me kisi ko bhi mobile me koi problem ho rahi ho aur apko use guide karna ho to app use bol  sakte hai ki wo apne phone me Anydesk ko download kre aur ap bhi apne phone me Anydesk download kre.

use bad ap uske screen apne mobile me dekh sakte hai our use guide kr sakte hai.

Anydesk Kaise Download Kare:-

Agr app Phone me download krna chahte hai to app Playstore par jaye aur Waha Search box me Anydesk likhe our search kare aur download kre 

Our agr pc me Download krna chahte hai to apko Google me jakar Likhe anydesk aur official site par jakar download kr sakte ho.

agr apko nhi mil raha hai to ap niche ke link se bhi download kr sakte hai .

Anydesk for Mobile :- Download

Anydesk For Pc :- Download

 Anydesk ko use krne se pahle uske kuchh fayde aur nukasan jan lete hai uske bad dekhenge ki isko kaise use karte hai.

Anydesk Advantage:-

  • Anydesk se  ap kisi ka screen apne mobile ya laptop me dekh sakte hai chahe to wo Laptop ki screen ho ya mobile ki screen ho kisi ka bhi screen ap aram se dekh skte ho.

  • Anydesk se app computer ki screen ko control kar sakte hai. lekin ha sirf computer screen ko hi control kar skte ho.

Anydesk DesAdvantage:- 

  • Agr apko Anydesk ki puri samjh na ho aur agr apke pass iski puri jankari na hoto apke sath kuchh bhi ho skta hai isliye ye post puri achhi se padhe
  • agr ap Anydesk ko connect kar ke kam kar rahe hai to bhul ke bhi apne personal data na khole phone me jaise ki account number,ya koi personal photos etc.

 About Anydesk

AnyDesk is a remote desktop application distributed by AnyDesk Software GmbH. The proprietary software program provides platform independent remote access to personal computers and other devices running the host application. It offers remote control, file transfer, and VPN functionality.
Developer(s): AnyDesk Software GmbH, Germany
Operating system: Windows, macOS, Linux, A...

How To use Anydesk:-

Ab hmlog janenge ki Anydesk ko kaise use karte hai uske liye apko sabse pahle Anydesk ko open krna hai.
Jaise hi app anydesk ko open kroge apke samne Kuchh is tarah ka Page khul ke ayega
Anydesk Laptop Screen

Yaha pe apko 2 chij milenge pahla This Disk aur dusra Remote Disk ab hmlog in dono ke bare me janenge.

This Desk in Anydesk:-


this desk part in anydesk

This Desk me jo number show hota hai wo apke computer ka address hota hai agr apko khud ki computer ko kisi aur ke computer me dekhna ho to apko ye number ki jarurt padegi.
Simple sabdo me kaha jaye to jis computer ya mobile ko dekhna hota hai ya control karna hota hai uska address ki jarurt hoti hai.

Remote desk in Anydesk:-
Remote desk in anydesk

Remote desk ka simple sa use hai ki jo address this disk me dikha raha tha usko isme dal ke Connect par click krne se connect hone ke liiye Request bhej deta hai.
Jiase man lijiye ki Ram ka computer screen aap apne Computer me dekhna chahte hai to apko ram se uska disk address mangana hoga aur apko apne computer me Remote desk ke jagah par wo address dal ke connenct par click krna hoga uske bad ram ke computer par ek request jayega agr ram usko accept karega to app uska screen dekh payenge agr wo reject kr dega to nahi dekh payenge.
 
Agr ye jankari achhe ;age to ek pyara sa comment jarur kare.

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad