Thanks for Visiting here

How to fix blue screen error on desktop or laptop
Swasan dekhne wale Hain ki computer disturb mein blue screen error aati kaise hain
Blue screen error bahut sare types ki Hoti hai to har types ko ham log dhire dhire ek karke dekhne wale Hain to is post ko Dhyan se padho aur jitne bhi errors Hain usko Dhyan se dekho taki jab bhi aapki computer ya laptop mein koi aaye to aap usko acche se solve kar paaun
1.Inaccessible boot device error
To bahut sare time Jo comedy idhar hai vah hai ine accessible boot device ab ham log dekhenge ki is problem ko solve kaise karna hai aur yah problem kin kin karno se aati hai
Yah error kin kin karno se aata hai:-
- Inaccessible devices
- Hard drive not support
- Driver problem
- File missing
To inaccessible device ka error jo hai vah agar aapke computer main hard drive Kam nahin kar raha hai ya FIR koi driver missing Ho ya FIR koi file missing Ho tab ja error aapke computer mein dekhne ko milega dekhne ko milega
Solution:- isko solve karne ke liye ye aap Ko agar address support nahin kar raha hai to sabse pahle hard drive k wire ko nikalkar usko sahi se saaf karke Laga de
- Agar aapane HAL filhal mein koi driver install kiya hai to use driver ka update version install kar le nahin to koi official driver install Karen
- Agar aapane koi file C drive ki delete kar deo tab bhi aapka yah dekhne ko milega
2.blue screen error
Machine check exception
Agla Jo error hai uska naam hai machine check error
Ab dekhte hain ki yah error kin kin karno se aati hai
Machine check exception
- Drug corrupt problem
- registry change
- Use crack tool
- Dangerous software
- Basically aapke computer mein tab aati hai jab aapka koi bhi driver corrupt ho gaya ho ya FIR aapane koi si setting ko change ki ho ya FIR aapane vaisi tool ka use kiya ho jisko market mein karak karke bik jaati hai correct well ka use kabhi Na Karen usmein virus hoti hai isiliye aapke computer ko vah har pahuncha deti hai
- Blue screen bahut type ki hai aur agar main use bar bar likhun to bahut Lamba post ho jayegi isiliye main aapko simple si baat Bata deta hun
Jab bhi blue screen error aaye to aapko ya sare problems ki solution ya try karke dekhna
- Driver check
- Hard disk check
Agar aapke computer mein driver aur Hardik sahi se kam kar rahi hai fir bhi aapka blue screen error nahin hat raha hai tab aapko kya karna hai
Agar bahut sare kam karne ke bad bhi aapka blue screen error nahin ja raha hai tab aap Ko sidha ek kam karni hai ki aap ko Apne computer ko format karke fir se window ko install kar deni hai
✅Aisa karne se aapka blue screen error 100% hat jayegi
Disclaimer:-
Agar aapko hamari yah post pasand aati hai to aap hamare post ko Facebook WhatsApp Instagram kahin per bhi share karke humko support kar sakte hain dhanyvad.